paa-ba-gil sab hai.n rihaa_ii kii kare tadabiir kaun dast-bastaa shahar me.n khole merii zanjiir kaun meraa sar haazir hai lekin meraa munsif dekh le kar rahaa hai mere fard-e-jurm kii tahariir kaun